Jo Dukh H, uski kya batani
Jo chehra gujar gya, usse nazare kya milani
Sher itna h, Baad me bataunga age ki khani
Jo Dukh H, uski kya batani
Jo chehra gujar gya, usse nazare kya milani
Sher itna h, Baad me bataunga age ki khani
Thaka Thaka Mesus Krta Hu
Ab Jeene Ki Iccha Nhi,
Sab kuch pa liya mene
kuch khone ka gam nhi,
Tan badan me takat nhi
Mann me koi harkat nhi,
Na manzil ka pata h
Na raaste ki samaj h
Mujhe bhatakna bhi nhi ata,
Na pyaar ne dhoka diya
Na daru se dosti ki
me Thaka Thaka Mesus Krta Hu,
Jo Dukh H, uski kya batani Jo chehra gujar gya, usse nazare kya milani Sher itna h, Baad me bataunga age ki khani