Wednesday, January 20, 2021

Thaka Thaka Mesus Krta Hu, Ab Jeene Ki Iccha Nhi Hoti

 

Thaka Thaka Mesus Krta Hu 

Ab Jeene Ki Iccha Nhi,


Sab kuch pa liya mene

kuch khone ka gam nhi,


Tan badan me takat nhi

Mann me koi harkat nhi,


Na manzil ka pata h

Na raaste ki samaj h

Mujhe bhatakna bhi nhi ata,


Na pyaar ne dhoka diya

Na daru se dosti ki

me Thaka Thaka Mesus Krta Hu, 




 

 

No comments:

Post a Comment

Jo Dukh H uski kya batani

 Jo Dukh H, uski kya batani Jo chehra gujar gya, usse nazare kya milani Sher itna h, Baad me bataunga age ki khani